Sanjay Dutt Dialogue: “Tum kya leke aaye the, aur kya leke jaaoge.
Rahejaye sirf ek insaan, sarva shakthi shali, sarva shaktimaan – KANCHA”
Om Puri Dialogue: “Vijay Chauhan, ek chote se gaon ke master ka beta. Mumbai ke underworld ka badshah bannah chahta hai”
The “pehelwaan” dialogue by Hrithik Roshan
Rishi Kapoor dialogue – “Kal Kisne Dekha Hai? Vijay rahe ya na rahe”
When Hrithik says “Pura naam Vijay Dinanath Chauhan”.
Sanjay Dutt Dialogue – “Ab mein likhunga geeta ka unneesva adhyay. Vijay Dinanath Chauhan Ko Marna Padega”
Sanjay Dutt Dialogue – “Ramji lanka padhar chuke hai”
Ye mahan drishya hai, Chal raha manushya hai, Ashru, shwed, rakt
se, Lathpath, Lathpath, Lathpath.. Agneepath, Agneepath, Agneepath
- Harivansh Rai Bachchan